JellyPages.com

Friday, 31 August 2012

Bikher jana zarori thA



Main hans kr jheel leta dil pay saray waar qsmt kay
Mujhay baakhabr kr deti agr jana zarori thaa
Meri ankhoon may apnay aks ko tum dkh na paay
So mera byniyazi say guzr jana zarori tha
Qbll  iS kay keh donoo bd'gumaani may uljh jatay
Meray  humdm mra tujhsay bicher  jana zarori  tha
Meray jeewan  kay  safar may hans kr sb kuch seh  gya lkn
Jo tum bichray  tu phir mera bikher jana zarori tha

Khalii kaaghaz


Khali  kaaghz pay hurf sajaaya karta tha
Tanhai may shaher basaya krta tha
Kaisay  pgl  shakhs tha sari raat 
Deewaroon  ko dard sunaya krta tha

Silsala


Silsala sa janaab ! banta gea 
Ak haqeqat wo khawaab banta  gea
Aks pani  may dkhnay ki leay
Kaisay chehra gulaab banta gaya
Hm nay koe sawaal tk na kia
Wo mukaml jawaab banta gaya
Pehlay unwaan tha wafa ka jo shkhs
Baad may wo  kitaab banta gea
Neend ka tootna bhe  apni jga
Khawaab bi ek azaab banta gea
Dkhnay may tha ak lafz  magar 
Ishq pora nasaab banta gea
Hm haqqqt smj rhay thay jsaay
Rfta rafta saraab banta gea
Saraay aalam may  hm hoay  tanha
Sb ka wo intakhaab banta gea

Dil.e.naddan


Sb khasaroon  ko jmah kr kay yeh hasil nkla

Dil.e.nadaan ki  koe baat na maani jay


Dil.e.nadaan

Sb khasaroon  ko jmah kr kay yeh hasil nkla

Dil.e.nadaan ki  koe baat na maani jay

Zbt.e.mohabaat

Tumhain to  zbt.e.mohabaat ka itna dawaa tha,
Yeh  ashk ksayy tri aankh say chalak aya..

Bay kawaab

Yeh sochoon kay tohfaan na hoon , yeh uljhan  kay gardaab na hoon

ak raat to asii mil  jaay jab needoon  may bay khawaab na hoon